Thursday 5 September 2013

Shah e Madina yasrub K Waali - Beatiful Naat

Shah e Madina yasrub K Waali - Beatiful Naat
Shah e Madina
Naat Khuwan::Unknown
Naat Name : Shah-e-Madina Yasrub K waali
Duration: 5 Mints 50 secs










Download - Shah e Madina

Naat :
  • Shah e Madina,
  • yasrub k Waali,
  • Sary Nabi Tery Dar K Sawali
  • Shah e Madina,
  • Shah e Madina.
  • Jalwain hain Sare Tere Hi dum se,
  • Aabad Aalam Tere Karam Se,
  • Baqi Har ik Shay Naqshy e Khayali
  •  Sare nabi tere Dar k Sawali.
  • Tere Liye hi Dunya Bani hai
  • Nele Falak ki Chaddar Tani hai
  • Tu Agar Na Hota Dunya thi Khali
  • Sare Nabi Tere Dar k sawali
  • Shah e Madina
  • Shah e Madina.
  • Tu Ne Jahan Ki Mehfil Sajai
  • Tareekion Main Shamma Jalai
  • Har Simt Chai Thi raat Kaali
  • Sare Nabi Tere Dar K Sawali
  • Shah e Madina
  • Shah e Madina
  • Yasrub K Waaali
  • Sare Nabi Tere Dar K Sawali!